Author: f***7
Rating: 5/5 ★★★★★
Date:
Review: Bag ki quality bohat achi hai, same as shown 👍 stitching aur material bhi strong hai. Size perfect hai aur daily use ke liye best hai. Totally satisfied 💯
Color: White
Size: one-size